George Orwell in Hindi — 1984 aur Animal Farm · Podcast episode

Episode 12 (Series Finale): Torture | Big Brother se Prem - 1984 by George Orwell in Hindi | Hindi Audiobook narrated by Roshni

Lekhak: George Orwell

12 July 2025 · 43 min · Roshni ki aawaaz mein

Is episode mein

Iss kahani ka ant aapko hila kar rakh dega. Winston ke saamne hai uska sabse bada dar... Room 101.

Swagat hai doston 1984 by George Orwell ki humari series ke aakhri episode mein. Is final part mein, hum O'Brien ke shasan ke antim charan ko dekhenge: Sikhna, Samajhna, aur Sweekar Karna. Winston ko aaine ke saamne uski tooti hui haqeeqat se milwaya jaata hai, aur fir use le jaaya jaata hai uss jagah, jahan duniya ki sabse buri cheez intezaar kar rahi hai - Kamra 101.

Kya Winston ka vidroh zinda rahega? Ya Big Brother ki jeet hogi? Jaaniye is dardnaak aur khaufnaak climax mein.

Ye George Orwell ke "1984" ka Hindi anuvaad (audiobook) hai.

Aapko is kahani ka ant kaisa laga? Winston ke saath jo hua, kya woh aakhir mein azaad hua ya nahi?

Isi podcast se aur episodes