Autobiography of a Yogi — Ek Yogi ki Atmakatha · Podcast episode
Series Trailer - Kyo Maine Record Kari Yeh Audiobook? Autobiography of a Yogi by Paramhansa Yogananda
Lekhak: Paramahansa Yogananda
25 Feb 2025 · 1 min · Roshni ki aawaaz mein
Is episode mein
Namaste dosto! Kya aap spirituality aur self-realization mein interested ho? Tab aapko 'Autobiography of a Yogi' ke baare mein zarur jaana chahiye!
Ye kitab Paramahansa Yogananda ji ki kahani hai – unka bachpan, guru ki khoj, aur Kriya Yoga ka prachar. Is kitaab ne duniya bhar ke logon ko inspire kiya hai, jaise Steve Jobs aur Beatles band ke George Harrison! Yahan aapko meditation ke secrets aur aatm-gyan ka romanchak safar milega.
Ek must-read kitab jo aapki zindagi badal sakti hai! Pehla Episode already live hai YouTube aur Spotify par.