Hindi Short Stories with Roshni · Part 20 of 123

A Hymn to Life: Gisele Pelicot Ki Sachchi Kahani | Jab Pati Hi 10 Saalon Tak Dushman Bana Raha

3 April 2026 · 16 min

Is episode mein

53 mard. 10 saal. Aur ek aurat jise pata hi nahi tha ki uske saath kya ho raha hai.

Yeh sirf ek book review nahi hai — yeh Gisele Pelicot ki aap beeti hai. Ek French aurat ki kahani jo apni hi zindagi mein ek ajnabi thi... aur phir ek din, sach jaanke, usne poori duniya ke saamne khadi hokar keh diya - "Shame has to change sides."

Aaj ki is mulaqat mein hum baat kar rahe hain Gisele Pelicot ki autobiography "A Hymn to Life" ki — jo abhi sirf ek mahine pehle publish hui hai aur pehle hi hamare dil mein ek alag jagah bana chuki hai.

Content Warning: Is video mein sexual violence, drugging, aur court proceedings ka zikr hai. Please apna khayal rakhen.

───────────────────────────────────── ⏱ CHAPTERS ───────────────────────────────────── 00:00 — Toofan botal mein? Ek metaphor se shuruat 00:47 — Kitaab ka taaruf — "A Hymn to Life" 01:30 — Maine yeh kitaab 24 ghante mein kyun padh daali 02:30 — Gisele ki kahani — pehla zakhm, 9 saal ki umra mein 03:16 — Dominique se mulaqat — Paris, 1971 04:39 — Shadi, zindagi, aur chuppa hua sach 06:13 — Mazan ka "perfect" retirement — lavender aur dhoka 07:15 — Woh ek ghatna jisne sab badal diya 07:52 — Police station mein sach ka saamna 08:45 — Jab apni hi zindagi begaani lagne lage 12:34 — Sabse bada faisla — case ko public karna 13:16 — Khula muqadma aur adm sahas 15:08 — Gisele ki seekh — zindagi, umeed, aur pyaar 16:14 — Alvida, aur ek guzarish

───────────────────────────────────── KITAAB KI JANKARI ───────────────────────────────────── Kitaab: A Hymn to Life Lekhika: Gisele Pelicot Anuvad: Natasha Lehrer aur Ruth Diver Prakashan: 2025 Subtitle: The Shame Has to Change Sides Narrated by Roshni ───────────────────────────────────── IS SHOW KE BAARE MEIN ───────────────────────────────────── Baatcheet ek Hindi book review show hai jahan hum unki kitaabon ki baat karte hain jo sirf kahaaniyaan nahi bolti — kuch kehna chahti hain. Har episode mein main, Roshni, aapko kisi ek kitaab ki duniya mein le jaati hoon — seedhi, dil se, aur poori imaandaari ke saath.

Agar yeh video aapko acchi lagi, toh please Like karein Subscribe karein taki agli mulaqat miss na ho Comments mein batayein — kya aapne yeh kitaab padhi hai? ─────────────────────────────────────

Podcast episode ke notes

Ek metaphor se shuruat 00:47 — Kitaab ka taaruf — "A Hymn to Life" 01:30 — Maine yeh kitaab 24 ghante mein kyun padh daali 02:30 — Gisele ki kahani — pehla zakhm, 9 saal ki umra mein 03:16 — Dominique se mulaqat — Paris, 1971 04:39 — Shadi, zindagi, aur chuppa hua sach 06:13 — Mazan ka "perfect" retirement — lavender aur dhoka 07:15 — Woh ek ghatna jisne sab badal diya 07:52 — Police station mein sach ka saamna 08:45 — Jab apni hi zindagi begaani lagne lage 12:34 — Sabse bada faisla — case ko public karna 13:16 — Khula muqadma aur adm sahas 15:08 — Gisele ki seekh — zindagi, umeed, aur pyaar 16:14 — Alvida, aur ek guzarish───────────────────────────────────── KITAAB KI JANKARI───────────────────────────────────── Kitaab: A Hymn to Life Lekhika: Gisele Pelicot Anuvad: Natasha Lehrer aur Ruth Diver Prakashan: 2025 Subtitle: The Shame Has to Change Sides Narrated by Roshni ───────────────────────────────────── IS SHOW KE BAARE MEIN ─────────────────────────────────────Baatcheet ek Hindi book review show hai jahan hum unki kitaabon ki baat karte hain jo sirf kahaaniyaan nahi bolti — kuch kehna chahti hain. Har episode mein main, Roshni, aapko kisi ek kitaab ki duniya mein le jaati hoon — seedhi, dil se, aur poori imaandaari ke saath.

53 mard. 10 saal. Aur ek aurat jise apni hi zindagi ki khabar nahi thi.

Is episode mein hum Gisele Pelicot ki autobiography "A Hymn to Life" ki baat karte hain — ek aise sach ki kahani jo padhte waqt saans rokne par majboor kar deti hai.

Gisele ek aam French aurat thi. Ek acchi biwi, ek devoted maa, ek mehnat karne waali insaan. Mazan ke khubsoorat lavender fields ke beech apne pati Dominique ke saath retirement ka sapna dekh rahi thi.

Bahar se sab kuch perfect tha. Andar kya chal raha tha — yeh unhe khud nahi pata tha.

2020 mein ek supermarket ka chhota sa waqia sab palat deta hai. Police station mein ek officer unhe batata hai ki unke ghar mein 53 mard aaye... aur unhone kuch aisa kiya jo Gisele socha bhi nahi tha.

Woh unconscious thi. Bekhaber. Apni hi zindagi se ghair thi.

Yeh sunna mushkil hai. Lekin Gisele ne jo faisla kiya aage jaake — woh aur bhi asaadhaaran hai.

Unhone case ko public kar diya. Poori duniya ke saamne. Kyunki unka maanna tha — "Sharam ko badalna hoga sides.

Is episode mein hum baat karte hain

→ Gisele ki zindagi — baachpan se lekar retirement tak

→ Dominique ka sach — pyaar ke peeche chhupi taareeki

Chapters

  1. 00:00 Toofan botal mein? Ek metaphor se shuruat
  2. 00:47 Kitaab ka taaruf — "A Hymn to Life"
  3. 01:30 Maine yeh kitaab 24 ghante mein kyun padh daali
  4. 02:30 Gisele ki kahani — pehla zakhm, 9 saal ki umra mein
  5. 03:16 Dominique se mulaqat — Paris, 1971
  6. 04:39 Shadi, zindagi, aur chuppa hua sach
  7. 06:13 Mazan ka "perfect" retirement — lavender aur dhoka
  8. 07:15 Woh ek ghatna jisne sab badal diya
  9. 07:52 Police station mein sach ka saamna
  10. 08:45 Jab apni hi zindagi begaani lagne lage
  11. 12:34 Sabse bada faisla — case ko public karna
  12. 13:16 Khula muqadma aur adm sahas
  13. 15:08 Gisele ki seekh — zindagi, umeed, aur pyaar
  14. 16:14 Alvida, aur ek guzarish

Podcast: Hindi Book Reviews by Roshni