Hindi Short Stories with Roshni · Podcast episode

Franz Kafka in Hindi - The Judgement | Baap Aur Bete Ka Gehra Raaz

Lekhak: Franz Kafka

10 Dec 2025 · 31 min · Roshni ki aawaaz mein

Is episode mein

Doston aaj main aap ke lekar aa rahi hoon Franz Kafka ki sabse choti aur sabse mazedaar kahani, The Judgment (Das Urteil) ka Hindi Version.

Iss audio episode mein hum samajhte hain ki kaise ek pita ka ek aakhri hukm (final command) uske bete, Georg Bendemann, ki zindagi badal deta hai.

Aap manenge nahi but yeh kahani sirf 8 ghanton mein likhi gayi thi!

Father-Son Conflict: Kafka ki zindagi aur is kahani ka rishta.

Guilt aur Authority: Kaise Georg ko apne gunah (crime) ka ehsaas hota hai.

Kafkaesque - Is shabd (word) ka asal matlab kya hai.

Isi podcast se aur episodes