Hindi Short Stories with Roshni · Podcast episode

Gunda by Jaishankar Prasad | A Tale of Honor & Sacrifice | Hindi Story

12 Jan 2026 · 28 min · Roshni ki aawaaz mein

Is episode mein

Is episode mein suniye Jaishankar Prasad ki iconic kahani "Gunda".

Yeh kahani hai 18th Century Kashi (Varanasi) ke Nanku Singh ki, jise duniya ek 'Gunda' kehti hai, lekin waqt aane par wahi apni jaan par khelkar Rajmata Panna aur Raja Chet Singh ki raksha karta hai.

Kya ek badnaam aadmi deshbhakt ho sakta hai? Jaaniye is dil chhu lene wali kahani mein.

Historical Fiction (Warren Hastings Era)

Sacrifice and Unspoken Love

Narrated by: Roshni Language: Hindi

Isi podcast se aur episodes