Hindi Short Stories with Roshni · Podcast episode

Mahabharat: Abhimanyu Vadh aur Chakravyuh ka Rahasya (From Day 13 of Mahabharatha)

20 Dec 2025 · 11 min · Roshni ki aawaaz mein

Is episode mein

Mahabharat ke yuddh ka 13va din sabse dardnak tha. Guru Dronacharya ne racha 'Chakravyuh' jise todna sirf Arjun jaante the. Unki gair-maujoodgi mein, nanhe Abhimanyu ne wo kiya jo bade-bade maharathi nahi kar paaye.

Iss episode mein Roshni ke saath suniye

Abhimanyu ki veerta ki kahani.

Kaise 7 maharathiyon ne yuddh ke niyam tode?

Jayadratha ne kaise Pandavon ko roka?

Apne putra ki mrityu par Arjun ne kya pratigya li?

Ek aisi kahani jo aapko rula degi aur prerit bhi karegi.

Isi podcast se aur episodes